UN KI YAAD.……

UN KI YAAD.……

jin ki hatir ji rahe the aj tak ,

wo nazar chura ke bhag chale ,

jin ko  rakha tha sar-ankhun par,

wo ham ko zamin pe patak gae,

un ko bhulane ki koshish main jitny karun,

wo yad utne hi ate hain,

hum hasne ki koshish jo karte hain,

wo ankhun main ansu bhar jate hain……………